Sign Up Log In or Sign Up for Youthbuk and express yourself.

M.Iftikhar Sattar

Born on November 27, 2011
Captcha Challenge
Reload Image
Type in the verification code above

Wall Comment: #5278

Umar Ibn-e-Hussain
Kamina Industries Pvt. Ltd k chairman kahan ghayab ho??
  likes this.
Umar Ibn-e-Hussain
aby nahin jani uski to wohi rat hai BRO BRO,
Umar Ibn-e-Hussain
main ny reply krna hi chor dia hai... aapko pata hai na apni qismat main kya hai hahhahahahhaha
M.Iftikhar  Sattar
to phir kia kia jay jani ab new kush daikhatay hain
Umar Ibn-e-Hussain
kal aap aao ghar phir us k bhai ko jail sy riha krwaty hain
Umar Ibn-e-Hussain
Jani Sadiqabad chalny ka program banaao bus phir Karachi main kuch nahin milny wala hamain...
M.Iftikhar  Sattar
chalo theek hai jani
M.Iftikhar  Sattar
theek hai jani kush kartay hain main kal aata hon then kush daikhatay hain
Umar Ibn-e-Hussain
ok jani... luv u take care
M.Iftikhar  Sattar
Ok jani Allah Hafiz
Umar Ibn-e-Hussain
ALLAH hafiz jani
syed naveed  ali
are ya apne iffi bahi ki id hai kia pehle q nahi btyaaaaaaaaaa salaaaam iffi bahi
Umar Ibn-e-Hussain
haan Naveed bhai yeh apni Jani ka ID hai
syed naveed  ali
achaaaaaaaaa hume to pata hi nahi tha abhi daikha haiii to kaha gyab hgye ya id bana k
M.Iftikhar  Sattar
W Salam Naveed bhai, Boss kia ho raha hai kia Chall raha hai
syed naveed  ali
bas iffi bahi kch khaas nahi horha aaj sunday ho to chill prog on hai baqi days ma apna work aur singing aap sunayen kia haal hai apk.......
Born on November 27, 2011
Location Unknown